Kyun aa jate ho aankhon mein aasun bankar...
kynki tum bhi mujh se pyaar karte ho tabhi to aate ho....
Aate ho kuch pal ke liye hi bas...
lekin beetein lamho ki yaadein dila jate ho..
Na jane kyun dil khamos rahta hai mera..
Bas yaadon ke sahare hi kyun intezaar hota hai tumhara...
isi bhane hum apne gamo mein muskura lete hai...
aur apni zindgi ko gamo se chupa lete hai.. :)